aqwaal-e-masoom a.s

*بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ*


Imam Sadiq (as)

Jo banda paani pi-kar H. Imam Husain (as) aur unke Ahlebait (as) ko yaad kare aur oon Hazrat ke qaatileen par la'nat kare to Haq Ta'ala ek laakh nekiyaa'n uske naam e aamaal mein likhega aur ek laakh gunah mitaa dega aur ek laakh darje uske buland karega aur usko is qadar Sawaab hoga ke goya ek laakh bande usne Khuda ki raah mein azaad kiye aur Haqq e Ta'ala Qayamat ke din usko khush-haal aur mutmaeen khaatir mash'hoor karega; aur paani pi-kar ye kahe to behtar hai, "Swalwaatullahi 'Alal Husaine Wa Ahlebaitehi Wa As'haabehi Wa La'natullahi 'Alaa Qatelatal Husaine Wa 'Adaaehi".

Tehzeeb ul Islam , p97

*Salwat*

 *اللھم عجل لولیک الفرج(ع)*
*اَللَّهُمَّ صَلِّ عَلى مُحَمَّدٍ وَّآلِ مُحَمَّدٍ وَّعَجِّلْ فَرَجَهُمْ*
*وَالْعَنْ أَعْدَائَهُمْ اَجْمَعِيْن*
*رَبَّنَا تَقَبَّلْ مِنَّا إِنَّكَ أَنتَ السَّمِ*

Comments

Popular posts from this blog

aqwaal-e-masoom a.s

aqwaal-e-masoom a.s

aqwaal-e-masoom a.s