aqwaal-e-masoom a.s

Rasule Khuda (saww)
*ne farmaya, "Jo aadmi kisi Beemar ki zarurat ko poora karne ki koshish kare aur uski niyaaz (need / zarurat) ko poora kare, to wo gunaho'n se aisa paak hoga jaisa ke Maa ke shikam se paida huwa tha".*
*Ek Ansari mard ne puchha, "Agar che beemar apne ahl e khana (family member) hi ho?"*
*Rasule Khuda (saww) ne farmaya, "Sab se zyada sawaab oosi aadmi ko milta hai jo ghar waala koi beemar ho jaaye aur wo uski zarurat ko poora kare. Jo aadmi apne khandaan ke haq ko zaaye' (waste) karta hai aur Qat e Rehmi kare, to Qayamat ke din Nek afraad ko sawaab diya jayega, lekin ye shakhs mehroom (deprived / vanchit) hoga".*
(Mafaatih al Hayaat, p358)

*رَبَّنَا تَقَبَّلْ مِنَّا إِنَّكَ أَنتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ*

*اَللَّهُمَّ صَلِّ عَلى مُحَمَّدٍ وَّآلِ مُحَمَّدٍ وَّعَجِّلْ فَرَجَهُمْ*
*وَالْعَنْ أَعْدَائَهُمْ اَجْمَعِيْن*

Comments

Popular posts from this blog

aqwaal-e-masoom a.s

aqwaal-e-masoom a.s

aqwaal-e-masoom a.s